Wednesday, 29 August 2012

Re: Fw: Re: Re: Arvind ji LokPal Bill ko hindi mein banayein Aur Right to recall LokPal kalamein daalein



On Wed, Aug 29, 2012 at 2:43 PM, bharat <anilmittal325@rediffmail.com> wrote:
Note: Forwarded message attached

-- Original Message --

From: "bharat "anilmittal325@rediffmail.com
To:
parivartanindia@gmail.com,kiranbedioffice@gmail.com,bharatswabhimantrust@googlegroup
s.com
Cc: indiaagainstcorruption.2010@gmail.com,info@indiaagainstcorruption.org
Subject: Re: Re: Arvind ji LokPal Bill ko hindi mein banayein Aur Right to recall
LokPal kalamein daalein

Follow Rediff Deal ho jaye! to get exciting offers in your city everyday.


---------- Forwarded message ----------
From: "bharat "<anilmittal325@rediffmail.com>
To: <parivartanindia@gmail.com>,<kiranbedioffice@gmail.com>,<bharatswabhimantrust@googlegroups.com>
Cc: <indiaagainstcorruption.2010@gmail.com>,<info@indiaagainstcorruption.org>
Date:
Subject: Re: Re: Arvind ji LokPal Bill ko hindi mein banayein Aur Right to recall LokPal kalamein daalein
Arvind ji,
Hindi translation ke liye hamein kuch log milgaye hain.
Lok Pal Bill ke section 7 ke anusaar Supreme Court judge kisi bhrasht Lokpal adhyaksh ya members ko nikaal sakta hai. Lekin Supreme Court ke judge bhi bhrasht ho sakta hai ya Lokpal ke saath mila ho sakta hai.
Abhi adhiktar judge corrupt hote hain ya netaon ke saath mile hue hote hain, isiliye nyay nahi milta.

Jo right to recall ke clause hamne prastaav kiye hain ,usmein Lokpal adhyaksh ko nikaalne ki satta logon ke paas hai.

Jab tak satta kuch hi vyaktiyon ke paas hogi, tab tak bhrashtachar nahi mitega. Satta har jan ke paas honi chahiye.

Right to recall Lokpal Adhyaksh ya prajaa adhin Lokpal Adhyaksh
kripya attachment mein dekh sakte hain
ya is link se bhi download kar sakte hain-
https://docs.google.com/leaf?id=0Bw5IEnkfH2GUOTQ5NTJkOTctZmRlMS00OTFjLWE5YjktZmMzZDM3ZDE2MDJj&hl=en

Dhanyawaad

Anil Mittal



On Fri, 24 Dec 2010 12:51:50 +0530 wrote
>Aapka vichar bahut sundar hai. Kya aap is bill ka hindi mein translation kar sakte hain? Yeh bahut zaroori hai. Aur kanoon mein lokpal ko hatane ki prakriya already hai.
>
>Thnx
>
>Arvind kejriwal
>From: "bharat "
Date: 24 Dec 2010 07:15:54 -0000To: Cc: ; ; ; Subject: Arvind ji LokPal Bill ko hindi mein banayein Aur Right to recall LokPal kalamein daalein
>Bhaiyon,
>

>
Jaise aap ko maaloom hai ki LokPal bill Arvind Kejrival ji dwara prastavit hai bhrashtachar ke virudh.
>
Lekin ye bill hindi mein nahi banaya gaya.
>
Jisse ye jansamuh is ko pad bhi nahi payenge samajhne ki baat to dur hai aur apne vichaar nahi de payenge
>
Doosra ismein Lokpal adhyaksh ko hatane ka koi praavdhan nahi hai jisse
>
Lokpal bhrasht ho sakta hai.
>

>
Isiliye Arvind kejrival ji ko bhinti karein hindi mein LokPal Banane ke liye aur Right to recall Lokpal adhyaksh kalmein daalne ke liye,
>
unko 9868069953 par sms karke ya Manish Sisodia ko sms karke 9718255455 par.
>

>
Right to recall LokPal bill in links par dekh evam download kar sakte hain-
>

>
Hindi-
>
https://docs.google.com/viewer?a=v&pid=explorer&chrome=true&srcid=0Bw5IEnkfH2GUOTQ5NTJkOTctZmRlMS00OTFjLWE5YjktZmMzZDM3ZDE2MDJj&hl=en
>
English-
>
https://docs.google.com/viewer?a=v&pid=explorer&chrome=true&srcid=0Bw5IEnkfH2GUMDU2NjQwOGEtZGRiYi00YWMxLTgxNTMtYzY3OWY2NzU4NmU1&hl=en
>

>
Om
>
Jai Hind.
>
Jai Bharat.





No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.